Aayi birha ki raat song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aayi birha ki raat
Mora tadpe jiya mose ruthe piya
Koi mann ka sahara nahi
Ho koi mann kaa sahara nahi
Aayi birha ki raat
Mora tadpe jiya mose ruthe piya
Koi mann ka sahara nahi
Ho koi mann kaa sahara nahi


Pal bhar mein toot gaye sapno ke moti
Aansoo mein doob gayi naino ki jyoti
Pal bhar mein toot gaye sapno ke moti
Aansoo mein doob gayi naino ki jyoti
Naino ki jyoti soone soone se hain aaj
Mere asha ke dwaar naiya kaise lage paar
Jab saamne kinara nahi
Ho koi mann ka sahara nahi


Mann ka singaar mera kisne hai chhina
Haathon se chhut gayi asha ki bina
Mann ka singaar mera kisne hai chhina
Haathon se chhut gayi asha ki bina
Aasha ki bina khoi khoi si hai aaj
Mere jiwan ki prit gaaun ro ro ke yeh git
Mere naino ka tara nahi
Ho koyi mann ka sahara nahi
Aayi birha ki raat
Mora tadpe jiya mose ruthe piya
Koi mann ka sahara nahi
Ho koi mann ka sahara nahi.