Aaya aaya toofan (title) song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manmohan Desai. This song was released on 03 Jul 1989.
Aaya aaya toofan
Bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan
Bhaga bhaga saitan
Shine mein shole chupaye
Aandi se aanke ladaye
Garje jo badal
Gusse mein pagal
Katil kaha bach paye


Shine mein shole chupaye
Aandi se aanke ladaye
Garje jo badal
Gusse mein pagal
Katil kaha bach paaye
Dakku sare hairan
Bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan
Bhaga bhaga saitan


Sar ko hatheli pe leke
Has ke khataro se khele
Kamzoron ki izzat bachaye
Lade yeh so se akele
Sar ko hatheli pe leke
Has ke khataro se khele
Kamzoron ki izzat bachaye
Lade yeh so se akele
Aisa kaha insaan
Bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan
Bhaga bhaga saitan


Haiwan sar jo uthaye
Bebaso ko daraye
Banake qayamat aaye toofan
Zulm dekh na paye
Haiwan sar jo uthaye
Bebaso ko daraye
Banake qayamat aaye toofan
Zulm dekh na paye
Haiwan sar jo uthaye
Bebaso ko daraye
Banake qayamat aaye toofan
Zulm dekh na paye
Sara jahan qurban
Bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan
Bhaga bhaga saitan.