Aashiq Nazar Ka Lyrics - Nyay Anyay | Anupam Kher | Paresh Rawal | Jamuna | Alka Yagnik | Sudesh Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aashiq nazar ka song is from Nyay Anyay (1990) and it is sung by Alka Yagnik and Sudesh Bhosle.It stars Anupam Kher, Paresh Rawal, Jamuna, Jeetendra in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Anand Milind. It is produced by Sudhakar Bokade, Rajendra Ghogre. This song was released on 28 Sep 1990.
Lyrics
Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka
Ye sham hain sabke naam ki
Khul kar kisi se ya phir isaro mein
Rut hai salamo salam ki
Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka
Ye sham hain sabke naam ki
Khul kar kisi se ya phir isaro mein
Rut hai salamo salam ki
Khule gagan chand khila
Koi ise chand kahe
Koi teri bindiya
Bindiya mein dekho sanam
Likha hain ye kiska naam
Pucho jise hosh ho
Apna to kissa tamam
Bindiya mein dekho sanam
Likha hain ye kiska naam
Pucho jise hosh ho
Apna to kissa tamam
Ab tak jo tumse kah na saki
Kahna hain wo ab tumse mujhe
Ab tak jo tumse kah na saki
Kahna hain wo ab tumse mujhe
Chupke se kahna mujhko bhi hain
Aaja bagal me le lu tujhe
Tere bina jana kaha
Shola teri bahe to
Chingari meri bindiya
Dekho ye chingariya
Has has ke le kiska nam
Bindiya me dekho sanam
Likha hai ye kiska nam
Mujhme jo tu hai main tujhme hoon
Phir do badan do saye hai kyu
Mujhme jo tu hai main tujhme hoon
Phir do badan do saye hai kyu
Dhadkan bhi ek aur sina bhi ek
Phir tu mujhe tarsaye hai kyu
Bolo piya bolo sajan
Are kah to diya
Tere bina nahi rahna
Tere mere pyar
Se rangin kaisi sham
Pucho jise hosh ho
Apna to kissa tamam
Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka
Ye sham hai sabke nam ki
Khul kar kisi se ya phir isaro mein
Rut hai salamo salam ki
Aashiq nazar ka ya ho nazaro ka
Ye sham hai sabke nam ki
Khul kar kisi se ya phir isaro mein
Rut hai salamo salam ki.