Aap hamare saath nahi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aap humare saath nahi
Aap humare saath nahi
Chaliye koi baat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aap kisi ke ho jaye
Aapke bas ki baat nahi
Aap humare saath nahi
Chaliye koi baat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aapke bas ki baat nahi
Aap humare saath nahi


Dil ka sheesha toot chuka
Waqt bhi humse ruth chuka
Dil ka sheesha toot chuka
Waqt bhi humse ruth chuka
Ab humko aawaz na do
Ab humko aawaz na do
Ab aise haalaat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aapke bas ki baat nahi
Aap humare saath nahi


Saara jamana jaanta hai
Khoob humein pehchaanta hai
Saara jamana jaanta hai
Khoob humein pehchaanta hai
Humko mitana mushkil hai
Humko mitana mushkil hai
Sadiyan hai lamhaat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aapke bas ki baat nahi
Aap humare saath nahi


Dil to tumhara hai jaanam
Jaan bhi de sakte hai hum
Dil to tumhara hai jaanam
Jaan bhi de sakte hai hum
Sab kuchh hai gawara humko
Sab kuchh hai gawara humko magar
To hi ne jasabaat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aap kisi ke ho jaye
Aapke bas ki baat nahi
Aap humare saath nahi
Chaliye koi baat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aapke bas ki baat nahi
Aap humare saath nahi
Chaliye koi baat nahi
Aap kisi ke ho jaye
Aap humare saath nahi
Aapke bas ki baat nahi.