Aankh meri lad gayi re song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aankh meri lad gayi re lad gayi
Haye haye haye haye re
Aankh meri lad gayi re lad gayi
Haye haye haye haye re
Musibat pad gayi re pad gayi
Haye pad gayi haye haye haye haye re
Aankh meri lad gayi re lad gayi
Haye haye haye haye re


Gayi thi bajariya main lene ko
Gagariya main lene ko gagariya
Gayi thi bajariya main lene ko
Gagariya main lene ko gagariya
Raah mein mil gaye bake sawariya
Bake sawariya bake sawariya
Raah mein mil gaye bake sawariya
Bake sawariya bake sawariya
Aankh se aankh takra gayi takra gayi
Aankh se aankh takra gayi takra gayi
Dard leke mai ghar aa gayi
Haye haye haye haye re
Aankh meri lad gayi re lad gayi
Haye haye haye haye re


Log kahe ye dard suhana
Dard suhana
Log kahe ye dard suhana
Dard suhana
Main kahu koi dil na lagana
Dil na lagana dil na lagana
Aji dil na lagana dil na lagana
Main kahu koi dil na lagana
Dil na lagana dil na lagana
Aji dil na lagana dil na lagana
Hasi hasi mein dil hil gaya
Hasi hasi mein dil hil gaya


Pyar ka natiza hume mil gaya
Mil gaya hume mil gaya mil gaya
Pyar ka natiza hume mil gaya
Mil gaya hume mil gaya mil gaya
Jite ji mar gayi re mar gayi
Haye haye haye haye re
Aankh meri lad gayi re lad gayi
Haye haye haye haye re
Aankh meri lad gayi re lad gayi
Haye haye haye haye re.