Aanevaalii Hai, Aanevaalii Hai Milan Kii Ghadii Lyrics - Manisha Koirala | Jackie Shroff | Sunil Dutt | Chorus | Abhijit
in Movie Songs
Watch the Video
Song Information
.It stars Manisha Koirala, Jackie Shroff, Sunil Dutt, Ajit in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anand-Milind. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
aanevaalii hai (4) aanevaalii hai milan kii ghadii
naa puchho meraa haal yaaron naa puchho meraa haal yaaron
hoke judaa main pyaar se rahaa ka_ii saal yaaron
aanevaalii hai milan ki ghadii (2)
(gujarii hai kaise judaaii ki raaten
usako bataaungaa main saarii baaten ) - 2
had se jyaadaa muhabbat karungaa
baahon men bharake use chum lungaa
rab ne sunalii merii duaa
main divaanaa aisaa huaa badal gayi
chalo yaron
aanevaalii hai milan kii ghadii (2)
(milane ko vo bhii machalatii hogii
raaton ko karavat badalatii hogii ) - 2
sine se saadii sarakatii to hogii
haathon kii chudii khanakatii to hogii
aatii hogii usako sharam
bahake honge usake kadam
khule honge baal yaaron
aanevaalii hai milan ke ghadii (2)
naa puchho meraa haal yaaron - 2
hoke judaa main pyaar se rahaa kai saal yaaron
aanevaalii hai milan ke ghadii