Aana hai to aajao song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Filmistan Ltd. This song was released on 01 Jan 2018.
aana hai to aa jao jara bhi na aaoge
hum tumko na payenge tum hamko na paoge
hum tumko na payenge tum hamko na paoge

ye julm hi kya kam hai
ye julm hi kya kam hai
tum paas nahi hai mere
kya ye bhi sitam hoga tum bhul bhi jaoge
kya ye bhi sitam hoga tum bhul bhi jaoge
yar ki kasam khao bhuloge na tum humko
ya iska karo wada ab yad na aaoge
ya iska karo wada ab yad na aaoge

aana hai to aa jao tum ab bhi na aaoge
aana hai to aa jao tum ab bhi na aaoge
hum tumko na payenge tum hamko na paoge
hum tumko na payenge tum hamko na paoge