Aaja Aaja Lyrics - Sanam Puri

2018

Lyrics

Jisko chahe dekhun
Tujhsa dikhta hai thoda thoda
Main khudse yeh puchhun
Kyun khwabon khayalon mein khoya raha
Jaaga raha ya soya raha

Tu hai meri, main hun tera
Aaja aaja aaja
Tu hai meri, main hun tera
Toh aaja aaja aaja

Bas tujhe, tujhse chura lun
Ke tu hai mere liye
Main tujhe yeh samjha lun
Ke main hoon tere liye

Teri in aankhon pe
Zindagi bhar kuchh likhta rahun
Teri saanson se
Aise har din main jeeta rahun

Tu hai meri, main hun tera
Toh aaja aaja aaja