Aaj tu gair sahi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R.K. Kapoor, Sayeeda Sadanah, R.P. Sharma. This song was released on 05 Jul 1985.
Aaj tu gair sahi pyar
Se bair sahi haa
Aaj tu gair sahi pyar
Se bair sahi
Teri aankho mein
Koi pyar ka paigam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin
Aaj tu gair sahi
Pyar se bair sahi
Teri aankho mein
Koi pyar ka paigam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin


O tune thukraya tha
Jis dil ko kisi ki khatir
Aaj us dil mein bhagawat ke
Siva kuch bhi nahin
Jinme sapne the
Tere pyar ke aye janewafa
Aaj un aankho mein
Nafrat ke siva kuch bhi nahin
Pyar ki aag mein
Pyar ki aag mein sang
Dil mein jala hoon kitna
Tujhko utna na jalaya
To mera naam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin


Sari duniya mein kapat
Tujhse mohabbat ki hain
Tu kisi aur ki ho jaye
Ye mumkin hi nahin
Naam tera hi mere hi
Naam ke sath aayega
Tu kisi aur ki kahlaye
Ye mumkin hi nahin
Naz hai tujko
Naz hai tujko
Bahut husn pe apne
Lekin tere sar ko na
Jhukaya to mera naam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin


Ho tere mathe pe
Mere pyar ka tika hoga
Zulf teri mere shano pe lehrayegi
Hai yaki mujhko ke magrur jawani
Teri mom banke meri
Baho mein simat aayegi
Sangmarmar se hansi
Sangmarmar se hansi
Tere badan pe sang
Dil lal joda na sajaya
To mera naam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin
Aaj tu gair sahi pyar se bair sahi
Teri aankho mein
Koi pyar ka paigam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin
Tujhko apna na banaya
To mera naam nahin.