Aaj mora mann song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kardar. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj mora mannn
Mora mann nach raha re
Bago mein kuke koyaliya
Bago mein kuke koyaliya koyaliya
Mahalo mein kuke koyaliya
Abhi ye bedh chupau
Bhala kyu unko batau
Abhi ye bedh chupau
Bhala kyu unko batau
Aao na kuch der satau
Yun hi phir jhum ke gaau
Aao na kuch der satau
Yun hi phir jhum ke gaau


Aaj mora
Mann mora mann nach raha re
Bago mein kuke koyaliya
Bago mein kuke koyaliya koyaliya
Mahalo mein kuke koyaliya


Ye mere ghar ke najare
Ye mundero ke kinare
Ye mere ghar ke najare
Ye mundero ke kinare
Meri aasha ke sitare
Mujhe karte hai ishare
Ha meri aasha ke sitare
Mujhe karte hai ishare
Aaj mora mann mora mann
Nach raha re


Aaj mora mann
Mora mann nach raha re
Bago mein kuke koyaliya
Bago mein kuke koyaliya koyaliya
Mahalo mein kuke koyaliya


Meri ummid ki duniya
Meri betab tamanna
Meri ummid ki duniya
Meri betab tamanna
Yun hi khamosh rehna
Abhi unse bhi na kehna
Yun hi khamosh rehna
Abhi unse bhi na kehna


Aaj mora mann
Mora mann nach raha re
Bago mein kuke koyaliya
Bago mein kuke koyaliya koyaliya
Mahalo mein kuke koyaliya
Mora mann
Mora mann nach raha re
Bago mein kuke koyaliya.