Aaj ham raushan karenge prem ke laakhon diye song is from and it is sung by .It stars Shabana Azmi, Aruna Irani and Zakir Hussain in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amit Khanna. This song was released on 10 Jul 1998.
laharaayaa tirangaa man ke himaalay se
utarii hai naye ujaale kii gangaa
laharaayaa tirangaa
aaj ham raushan karenge prem ke laakhon diye
aaj se ham sab rahenge pyaar kaa amrit piye
aaj se ham sab jiyenge
ek duuje ke liye
qasam khaate hain ye
ham hameshaa hii rahegaa
jo hogaa aaj sangam
qasam khaate hain ye ham
aaj ham raushan karenge
aaj se har daal par
kaliyaan khilengii pyaar kii
aaj se hogii dilon men
baat is iqaraar kii
aaj se diivaar nafarat kii
na uthane paayegii
aaj se bas aavaaz yahii aayegii
aaj ham raushan karenge
aaj se aane na denge
ham dilon men duuriyaan
aaj se hamako mitaane hain
gam aur majabuuriyaan
aaj se laayenge har
jiivan men ik musakaan ham
aaj se aisaa banaayenge
ye hindustaan ham
aaj ham raushan karenge