Aaj achaanak tuut gaye kyon, man viinaa ke taar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nayaya Sharma. This song was released on 01 Jan 2018.
aaj achaanak tuut gaye kyon, man viinaa ke taar
(man viinaa ke taar)-4
ghumad-ghumad kar ghir-ghir aaii, duhkh kii ghor ghataayen
dil kahataa hai man hii man men, ghut-ghut kar mar jaayen
(aramaanon kaa jalaa baseraa)-2
aansuu hain laachaar
aansuu hain laachaar re
aansuu hain laachaar
man viina ke taar
laharon men patavaar ? kar, maanjhii kaa ? dhaaraa
duubii naiyyaa,duubii aashaa, duubaa duur kinaaraa
(kis se kahuun main mere khevaiyaa ?)-2
le chal nadiyaa paar
le chal nadiyaa paar re
man viinaa ke taar