Aagaya Aagaya Wohee Din Aagaya Lyrics - Kisna - The Warrior Poet | Vivek Oberoi | Amrish Puri | Isha Sharvani | Alka Yagnik | Ayesha Ismail Darbar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aagaya aagaya wohee din aagaya song is from Kisna - The Warrior Poet (2005) and it is sung by Alka Yagnik, Ayesha Ismail Darbar and S. P. Sailaja (Sripathi Panditaradhyula Sailaja).It stars Vivek Oberoi, Amrish Puri, Isha Sharvani and Antonia Bernath in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by Ismail Darbar. It is produced by Subhash Ghai. This song was released on 21 Jan 2005.
Lyrics
Gori ke hatho me mehandi lagao
Uptan se ang ang mehkao
Chanda jaise mathe pe jhumar sajao
Hirowale motiwale kangana pehnao
Gori ke hatho mein mehandi lagao
Uptan se ang ang mehkao
Aagaya aagaya wohi din aagaya
Meri suni si raato ne dekha tha jis din ka
Sapna sajana sajana sajana sajana
Aagaya aagaya wohi din aagaya
Jis din leke doli tere angna aayenge sajana
Sapna sajana sajana sajana sajana
Phoolo se khushboo kaliyo se rang leke
Sajna ki sajni saji haule haule
Hoton pe lali rachi haule haule
Aanchal se hai jhalakta gori ka rup jaise
Badal se chan rahi ho subah ki dhup jaise
Sajni tujhko jis pal tere sajna dekhenge
Mehendiwale pairo par dil apna rakh denge
Aagaya aagaya wohi din aagaya
Jis din leke doli tere angna
Angna angna angna angna
Angna angna angna
More angana sajana aayo re
More angana sajana aayo re
Main prit jo apni payo re
Main prit jo apni payo re
Main toh jaise baurayi gayi
Main toh jaise baurayi gayi
Tan jhum gayo mann gayo re
Tan jhum gayo mann gayo re
Tan mann mein se jaise
Koyi jwala si behati hai
Pighle hai ang ang dhime dhime
Chaya hai meraa rang dhime dhime
Jalte hai hoth mere kaisi hai
Pyas jagi jagi jagi jagi
Ankhon main hai dhuan sa
Mann main hai agan lagi lagi lagi lagi
Saanson main kaisi aandhi hai kaisa tufan hai
Betabi bechaini hai teraa hi arman hai
Aagaya aagaya wohi din aagaya
Jis din leke doli tere angna aayenge sajana
Sapna sajana sajana sajana sajana
Haryali banni ke haryali banne
Raste mein tere bichchen hire moti panne
Banna banni duniya ke sare sukh pave
Pooton woh phale aur dudon woh nahaven
Haryali banni ke haryali banne
Raste mein tere bichchen hire moti panne
Kisna mere kisna.