Aag chahat ki lag jayegi song is from and it is sung by and .It stars Dharmendra, Hitesh and Rubina Khan in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shakeel Chisthi. This song was released on 01 Jan 2018.
aag chahat ki lag jayegi aag chahat ki lag jayegi
tera dil bhi machal jaeyga tu jamane ki parwah na kar
tu jamane ki parwah na kar ye jamana badal jaega
aag chahat ki lag jayegi tera dil bhi machal jayega
pyas dhadkan me jag jayegi pyas dhadkan me jag jayegi
tera jadu bhi chal jayega tu jamane ki parwah na kar
tu jamane ki parwah na kar jamana badal jaeyga
aag chahat ki lag jayegi tera dil bhi machal jayega

bund pani ki shola bani tan badan mera jalne laga
aise tujhse nigahe mili teer sine pe chalne laga
bund pani ki shola bani tan badan mera jalne laga
aise tujhse nigahe mili teer sine pe chalne laga
aashiki ka uthega dhua aashiki ka uthega dhua
sang dil bhi pighal jayega tu jamane ki parwah na kar
ye jamana badal jayega aag chahat ki lag jayega
tera dil bhi machal jayega

meri sanso ki ye garmiya teri sanso ko pighlayengi
in adao ki chingariya tere kadmo ko bahkayengi
meri sanso ki ye garmiya teri sanso ko pighlayengi
in adao ki chingariya tere kadmo ko bahkayengi
bekarari ka mausam sanam bekarari ka mausam sanam
range ulfat me dhal jayega aag chahat ki lag jayegi
tera dil bhi machal jayega