Aa Mein Bataun Tu Hai Kya Sirf Nazar Ka Hai Dhokha Lyrics - Qawwali Ki Raat | Mohammed Rafi | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aa mein bataun tu hai kya sirf nazar ka hai dhokha song is from Qawwali Ki Raat (1964) and it is sung by Mohammed Rafi and Asha Bhosle.It stars Mumtaz and Kanwaljit Singh in leading roles. This song is penned by Shevan Rizvi and composed by Iqbal Qureshi. It is produced by Keki Mistry. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
aa mai batau tu hai kya
aa mai batau tu hai kya sirf nazar ka hai dhoka
samjha hai mujhko utna hi jisko jitna dard mila
aa mai batau tu hai kya sirf nazar ka hai dhoka
masum hu mai sawan ka gulsha hu mai gulshan ka
gulsha hu mai gulshan ka sundarta pe naz na kar
roop hai tera do din ka roop hai tera do din ka
baat kahi to baat bhi sun yaar hai tu bhi matlab ka
aa mai batau tu hai kya sirf nazar ka hai dhoka
samjha hai mujhko utna hi jisko jitna dard mila
aa mai batau tu hai kya sirf nazar ka hai dhoka
meri mast nigaho ne kaam diya hai sagar ka
kaam diya hai sagar ka meri mast nigaho ne
kaam diya hai sagar ka kaam diya hai sagar ka
mast hua bejam ke mai naam liya jab saqi ka
naam liya jab saqi ka
dekh liya jab saqi ko hosh gawaya baki ka
aa mai batau tu hai kya sirf nazar ka hai dhoka
julfo ko tu baadal jana aankh ko samjha maykhana
akal se hai tu begaana diwana hai diwana
diwana hai diwana diwana hai diwana
tere liye diwana bana or tu hi kahe hai diwana
tere liye diwana bana or tu hi kahe hai diwana
meri is rusvayi me tera bhi hai afsana
diwana hai diwana diwana hai diwana
diwana hai diwana diwana hai diwana
bat pate ki kehta hu shok se keh le diwana
shok se keh le diwana diwana hai diwana
diwana hai diwana diwana hai diwana
yu na udaati chal aanchal diwane se bach ke chal
nikla hai na niklega jhuth kaha or mera dam