Aa Aa Mere Dil Jani Lyrics - Insaf Ki Pukar | Dharmendra | Jeetendra | Bhanupriya | Kavita Krishnamurthy | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aa aa mere dil jani song is from Insaf Ki Pukar (1987) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Kishore Kumar.It stars Dharmendra, Jeetendra, Bhanupriya and Anita Raaj in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Raj Bhaktiani, Ramesh Gwalani. This song was released on 08 Dec 1987.
Lyrics
Aa aa mere dil jani
Aa aayi hain jawani
Dil ki gali mein basa le mujhe
Aake gale laga le mujhe
Chura le chhupa le mujhe
Aaya main aaya main aaya
Main aaya main aaya
O mere diljani
Aa aayi hain jawani
Dil ki gali mein basa le mujhe
Aake gale laga le mujhe
Chura le chhupa le mujhe
Aayi main aayi mai aayi
Main aayi main aayi
Aa aa mere dil jani
Aa aayi hain jawani
Pyar ka ye shama
Aaj hain kal kaha
Jal raha hain
Ye dil uth raha hain dhuya
Pyar ka ye shama
Aaj hain kal kaha
Jal raha hain
Ye dil uth raha hain dhua
To jaldi kar jaldi kar
Dal jaldi aag par pani
Aa aa mere dil jani
Aa aayi hain jawani
Lo kho gayi main kho gayi
Sahar mein apani ruswayiya
Lo kho gayi main kho gayi
Sahar mein apani ruswayiya
Lee tere pyar ne
Dil mein angadayiya
Toh jaldi kar jaldi kar pyar
Chhod pyar ki kahani
Aa aa mere dil jani
Aa aayi hain jawani
Jab jaha tu kahe teri ho jau main
Par kali se zara phool ban jau main
Jab jaha tu kahe teri ho jau main
Par kali se zara phool ban jau main
To jaldi kar arey jaldi kar
Chalne de ye rut mastani
Aa aa mere diljani
Aa aayi hain jawani
Dil ki gali mein basa le mujhe
Aake gale laga le mujhe
Chura le chhupa le mujhe
Aaya main aaya main aaya
Main aaya main aaya
Aayi main aayi main aayi
Main aayi main aayi
Aa aa mere dil jani
Aa aayi hain jawani.