Yaar mil jaaye mujhe song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 16 Jan 1994.
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile


Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile


Main apne daaman mein
Pyaar ki aag chhupaun
Yaar ko aanch na aaye
Main chahein jal jaaun


Main apne daaman mein
Pyaar ki aag chhupaun
Yaar ko aanch na aaye
Main chahein jal jaaun
Uski dhoon mein baithi
Har pal main ye sochu
Lage huye hai pehre ud ke kaise pohchu
Uski yaadon se mujhko rihaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile


Soch liya hai maine
Yaar bina nahin rehna
Pyaar hai mera ibadat
Aur nahin kuchh kehna
Soch liya hai maine
Yaar bina nahin rehna
Pyaar hai mera ibadat
Aur nahin kuchh kehna
Raha hai mera waada
Khali maine kasmein
Uski ho jaaungi
Todke saari rashmein
Pyaar ka dard mile
Gham ki sahaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile.