Baitha neeli jheel kinare song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bubby Kent. This song was released on 31 May 1991.
Aa re o, aa re o, aa re, aa re
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Chanda ko aakash pukare

Aayi o, aayi o, aayi o, aayi main aayi
Saara zamana chhod ke aayi
Sabse naata tod ke aayi
Sabse naata tod ke aayi

Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Saara zamana chhod ke aayi
Sabse naata tod ke aayi
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare

Deewane hum deewane
Yoon hi tadap ke mar jaayein
Mar jaayein, mar jaayein, mar jaayein ho
Deewane hum deewane
Yoon hi tadap ke mar jaayein
Maut hamein manzoor
Magar na hoke juda reh paayein
Maut hamein manzoor
Magar na hoke juda reh paayein
Jism ko jaan se, is duniya mein
Koi na ab tak alag kiya re
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare

Bandookon se talwaron se
Dil waale nahin darte hain
Angaron ki raah pe chalke
Pyar deewane karte hain
Karte hain, karte hain, karte hain
Bandookon se talwaron se
Dil waale nahin darte hain
Angaron ki raah pe chalke
Pyar deewane karte hain
Koi kaise maare inko
Marke bhi na marte hain
Koi kaise maare inko
Marke bhi na marte hain
Haar gaya hai humse zamana
Hum to zamane se nahin haare

Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Saara zamana chhod ke aayi
Sabse naata tod ke aayi
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare