Main mast kudi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dhirajlal Shah, Hasmukh Shah, Pravin Shah. This song was released on 13 Apr 2001.
Mast mast mast mast

Mast mast
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai

Main bhi haseen tu bhi zabardast munda hai

Tujhse nazar ladi khushbu si udi
Toone chhua to roop ki masti chhalak padi
Aye meri phuljhadi ruk ja tu ik ghadi
Yeh dil phisal gaya mera chikni hai tu badi

Baatein na bana.. hoye hoye ho ho hoye..
Baatein bana raha hai bada chust munda hai
Baatein bana raha hai bada chust munda hai
Main bhi haseen tu bhi zabardast munda hai
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai

Aah aah
Mast mast mast mast
Aah aah

Yeh husn ka dariya chhalka hua nasha
Main tujh pe fida ho gaya hothon se tu pila
Kya khoob jamegi donon ki yeh jodi
Kya khoob jamegi donon ki yeh jodi
Chahat ke faisle mein abhi der hai thodi
Dil chheen liya
Dil chheen liya toone bada sakht munda hai

Main bhi haseen, tu bhi haseen