Pyar karegi na re baba na song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tulsi Ramsay. This song was released on 01 Jan 1996.
Pyar karle na re baba na
Ikraar karle na re baba na
Yahi umra hain yahi hain samaa
Tu dil mein kisi koo bassa


Pyar karegi na re baba na
Ikraar karegi na re baba na
Pyar karegi na re baba na
Ikraar karegi na re baba na
Jara paas aa meri dilrubaa
Na sarma ke palke jhuka


Pyar karega na re baba na
Ikraar karega na re baba na
Pyar karega na re baba na
Ikraar karega na re baba na
Hasee ye samaa milega kahan
Tu jeene ka lele mazaa aa
Pyar karegi na re baba na
Ikraar karegi na re baba na
Pyar karegi na re baba na
Ikraar karegi na re baba na


Aye dil mein chhupi mohabbat meri
Hoton pe hain tere naam naam
Aye dil mein chhupi mohabbat meri
Hoton pe hain tere naam naam
Mohabbat hain ye yaa takraar hain
Batade mujhe aaj tu jaane jaa
Naadan hain samjhe nahi
Dil ka ishara hain kyaa
Pyar karega na re baba na
Ikraar karega na re baba na
Pyar karega na re baba na
Ikraar karega na re baba na


Tujhe dekh ke laga mujhe yun mujhe
Tere naam likha doon jawaani
Tujhe dekh ke laga mujhe yun mujhe
Tere naam likha doon jawaani
Hamesha teri nazar mein rahoon
Tujhe soop doon jaane man zindagani
Mujhko mila taqdeer se sahara tere pyaar ka
Pyar karegi na re baba na
Ikraar karegi na re baba na
Pyar karegi na re baba na
Ikraar karegi na re baba na


Ye daaman tera na chhodun kabhi
Sanam chhod doon mein zamana
Ye daaman tera na chhodun kabhi
Sanam chhod doon mein zamana
Tujhe na patta mujhe na khabar
Tera mera rishta hain sadiyon purana
Mar jaayenge aye hum nashee
Magar hum na honge judaa
Pyar karegi ha re baba ha
Ikraar karegi ha re baba ha
Pyar karegi ha re baba ha
Ikraar karegi ha re baba ha


Jara paas aa meri dilrubaa
Na sharma ke palake jhukaa
Pyar karega ha re baba ha
Ikraar karega ha re baba ha
Pyar karega ha re baba ha
Ikraar karega ha re baba ha


Hasee ye samaa milega kahan
Tu jeene ka lele mazaa aa
Pyar karegi ha re baba ha
Ikraar karegi ha re baba ha
Pyar karega ha re baba ha
Ikraar karega ha re baba ha.