Chahein to hamare bas mein kya nahinBas ek zara sath ho teraTere to hain hum, kab se sanamAkele hain to kya gam haiChahein to hamare bas mein kya nahinBas ek zara sath ho teraTere to hain hum, kab se sanamAkele hain to kya gam haiAb yeh nahin sapna, yeh sab hai apnaAb yeh nahin sapna, yeh sab hai apnaYeh jahan ho pyar kaChhota sa yeh aashiyan bahaar kaBas ek zara sath ho teraTere to hain hum, kab se sanamAkele hain to kya gam hai
Phir nahin tootega hum pe koi toofanPhir nahin tootega hum pe koi toofanSaajna ho dekhnaHar toofan ka main karoongi saamnaBas ek zara sath ho teraTere to hain hum, kab se sanamAkele hain to kya gam haiAb to mere saajan beetega har dinAb to mere saajan beetega har dinPyaar ki ho baahon meinRang jaayegi rut teri adaaon meinBas ek zara sath ho teraTere to hain hum, kab se sanamAkele hain to kya gam haiChahein to hamare bas mein kya nahinBas ek zara sath ho tera