Main deewana na jane song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravi Tandon. This song was released on 01 Jan 2018.
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi


Main deewaani
Na jaani kab kaise
Mere dil mein
Tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya


Pehale gussa aaya
Phir pyaar aa gaya
Pehale gussa aaya
Phir pyaar aa gaya
Patjhad mein yeh
Mausame bahaar aa gaya
O jhute waade par
Bhi aitbaar aa gaya
Aankhon hi aankhon
Mein baaton hi baaton
Mein yeh daastaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi
Main deewaani na jaani
Kab kaise mere dil
Mein tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya


Hum kitana bichade
Phir mulaakaat ho gayi
Hum kitana bichade
Phir mulaakaat ho gayi
Hum kitaa ruthe phir
Kaise baat ho gayi
Kab yeh aag lagi kab
Yeh barsaat ho gayi
Dub gaye hum dono
Jisame paani ka
Katara katara tufaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi


Duniya ki unchi unchi
Deewaar gir gayi
Duniya ki unchi unchi
Deewaar gir gayi
Woh rasmo riwaajon k
talwaar gir gayi
Main tere kadamon
Mein ho dildaar gir gayi
Tauba tauba kitani
Mushkil baat mohabbat
Mein kitani aasaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi
Main deewaani
na jaani kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya.