Aaya aaya pyar ka zamana song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rakesh Roshan. This song was released on 25 Apr 1986.
aaya aaya pyar ka zamana meri jan saup de khazana
aaya aaya pyar ka zamana meri jan saup de khazana
aaya aaya pyar ka zamana meri jan lut le khazana

rat hai nashili sej bhi saji hai
aaj bante bante bat ban gayi hai
dil pe chha raha hai aa gale lagale
pyar me jo dekha khwa bse wahi hai
chori chori nain se pilana, ye to tere jam hai udana
aaya aaya pyar ka zamana meri jan lut le khazana

tu jara sambhal ke ched mere sajna
hath kat na jaye kanch ka hai kangana
chedu kaise gori rasta bata de
tu hai geet mera tu hai meri vina
tar na tute pyar se bajana, ye bhi soch rag hai suhana
aaya aaya pyar ka zamana meri jan saup de khazana

nain khoye khoye khil gayi jawani
subah kah rahi hai rat ki kahani
bal uljhe uljhe hoth gile gile
meri jan ye hai teri meharbani
gali gali shor na machana, kahe piya pyar ko chupana
aaya aaya pyar ka zamana meri jan saup de khazana
aaya aaya pyar ka zamana meri jan lut le khazana
meri jan saup de khazana, meri jan lut le khazana
meri jan saup de khazana