Khatm hua din jalte jalte song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1968.
Jalte jalte ho gayi gham ki raat
Ho gayi gham ki raat
Khatm hua din jalte jalte
Ab to meri nakam ummido
Ab to meri nakam ummido
Pal do pal ka sath
Khatm hua din
Khatm hua din


Gham ke sahare din bite hai
Aas liye phir bhi jite hai
Gham ke sahare din bite hai
Aas liye phir bhi jite hai
Khatm ho ab to dukh ki chinta
Khatm ho ab to dukh ki chinta
Khatm ho dukh ki baat
Khatm ho dukh ki baat
Khatm hua din
Khatm hua din


Mamta ka aadhar kaha hai
Mera pagal pyar kaha hai
Mamta ka aadhar kaha hai
Mera pagal pyar kaha hai
Ek kiran hai wo bhi komal
Ek kiran hai wo bhi komal
Kaun de apna sath
Kaun de apna sath
Khatm hua din jalte jalte
Ho gayi gham ki raat
Ho gayi gham ki raat.

More songs from Raste Aur Manzil (1968)