Humko tumse ho gaya hai pyar song is from and it is sung by , , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manmohan Desai. This song was released on 07 Jan 1977.
Dekh ke tumko dil dola hai
God promise hum sach bola hai
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein

Kabhi boloon main, kabhi bole tu
I love you, love you, love you
Love you, I love you, love you, love you
Maine tum pe, tumne mujh pe kar diya jaadu
I love you, love you, love you, I love you
Ab tak chhupaaye rakha, shola dabaaye rakha
Ab tak chhupaaye rakha, shola dabaaye rakha
Raaz yeh humne ab khola hai
God promise hum sach bola hai
Oh humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein

Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein

Tere sang jeevan ki dor bandhi hai
Chup chup sang doloon kaise main yeh boloon
Tere sang jeevan ki dor bandhi hai
Main sapnon ka sagar, tu prem nadi hai
Ab tak chhupaaye rakha, shola dabaaye rakha
Ab tak chhupaaye rakha, shola dabaaye rakha
Chaand chakori jyun duniya mein
Ram kasam ru rahe jiya mein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein

Dil mein dilbar tu rehta hai
Khuda gawah hum sach kehta hai
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein

Ek to Akbar ka salam, usmein shaamil tera naam
Do lafzon mein karta hoon, mukhtasir kissa tamaam
Main shayar hoon, mera hai wasta haseenon se
Teri furqat mein main soya nahi maheenon se
Nahi karti yeh baatein parda nashinon se
Sar-e-bazaar chhodo chhed mehzabinon se
Hey ab tak chhupaaye rakha, shola dabaaye rakha
Ab tak chhupaaye rakha, shola dabaaye rakha
Husn hamesha rootha rehta hai
Khuda gawah hum sach kehta hai
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein
Bolo to jiyein, bolo to mar jaayein
Humko tumse ho gaya hai pyar kya karein