Kar liya hain song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Syed Mustafa. This song was released on 16 Aug 1991.
Kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hain
Hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Pyar jab se tumhara
Jee aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge


Pehla pehla pyar hamara
Koi na isko lute
Rab ruthe ya duniya ruthe
Pyar na lekin chhute
Ab na yeh bandhan tute
Jeevan mein jo pyar na ho to
Jeene mein kya maza
Ho koi bhi mehboob na ho to
Jeena hain saza
Pyar jab se tumhara
Jee aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hain hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge


Dil karta hain in hotho se
Hoth mein tere chhulu
Aa kar teri in baaho mein
Duniya ko mein bhulu
Gadi gadi sapno mein jhulu
Manie ab ye naam pe
Tere jeevan likh diya
Ho ab mera tu
Jab kuch bhi hain
Tera hain piya
Pyar jab se tumhara
Ye aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hai kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hai hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge


Jab se nain mile hain tumse
Bojal ho gayi palke
Dekhu main jis aur jaha
Bhi rang nashile chhalke
Kali kali khilne lagi hain
Ho mausam ab to
Jhoom jhoom kar
Dene laga salam
Ho mujhko bhi
Har ek nazaara
Lagta hai naya
Pyar jab se tumhara


Ye aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Ab yahi hain hamara bhi irada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge
Pyar jab se tumhara
Ye aankhon mein basa
Har gadi mere dil pe to
Chhaya hain nasha
Kar liya hain kar liya hain
Ye aaj humne wada
Ho zindagi bhar
Juda hum na hoge.

More songs from House No. 13 (1991)