Phir tote se boli maina song is from and it is sung by , , , .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajeev Anand, Rakesh Malhotra. This song was released on 14 Apr 2000.
Hmm.. o..

Kuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehna
Phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehna
Kitni baatein dil ke andar
Ik katre mein saat samandar
Kya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehna
Phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehna

Sundar yeh pardes hai kaisa
Kuchh kuchh apne desh ke jaisa
Sundar yeh pardes hai kaisa
Kuchh kuchh apne desh ke jaisa
Apna to sandes hai aisa
Des ho jaisa, bhes ho waisa
Isiliye to.. isiliye to topi chhodi
Lamba chauda top hai pehna
Kya kehna...
Phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehna

Arre dil todne ki beshaq hai aadat teri
Par yeh dil toot jaane ki cheez nahin hai
Tujhko deewana apna na kar doon agar
Tu bhi kehna yeh shakhs koi cheez nahin hai
Vaah vaah..

Yoon na dekh o sundar naari
Mujhe samajhiyo na brahamchari
Are yoon na dekh o sundar naari
Mujhe samajhiyo na brahamchari
Aisa na ho tere kaaran
Ban jaaoon main prem pujaari
Bas kar bas mein
Bas kar bas mein bebas bas
Jaaye na bas naino mein naina
Kya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehna
Phir tote se boli maina kya kehna
Arre kuchh main boloon
Kuchh tum kehna kya kehna

Arre deewane dekhe tumse bahut zamaane mein
Pehle peechha karte hain
Phir milte hain jail khane mein
Oye hoy hoy hoy
Aye vi kamaal hai

Achchha itna josh nahin hai
Achchha itna josh nahin hai
Lekin tumko hosh nahin hai
Chhedoge to kaategi
Nagin ka koi dosh nahin hai
O hoy..
Koi doobe paar lage
Dariya ko apne raste behna
Kya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehna
Kya kehna, kya kehna

Aa... aa...

Kitni chhoti yeh mulakatein
Chhedo meethi meethi baatein
Haan.. kitni chhoti yeh mulakatein
Chhedo meethi meethi baatein
Hum sab ko ik saath hai rehna
Solah din aur satrah raatein
Din to khair..
Arre din to khair guzar jaayega
Kaise beetegi yeh raina
Kya kehna..

Phir tote se.. maina kya kehna
Kuchh main.. kuchh tum.. kya kehna
Kitni baatein dil ke andar
Ik katre mein saat samandar
Kya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehna
Haan phir tote se boli maina kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehna