Humne tumhaare ishq song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ab na kisi se ae kahiyega aa
Daawaa e ishq hai ghalat


Humne tumhaare ishq mein
Mar ke tumhen dikha diya
Humne tumhaare ishq mein
Mar ke tumhen dikha diya
Ab na kisi se kahiyega aa
Daawaa e ishq hai ghalat


Baithhe hain sar jhukaaye
Kyun oon oon
Aake ab mazaar per wo ab a a a
Khaaq se phir hi kya aa
Khaaq mein jab milaa diya
Humne tumhaare ishq mein
Mar ke tumhen dikha diya


Tu rahe
Tera gham rahe main rahoon
Mera gham rahe ae ae ae ae
Kaun tujhe bhula saka aa
Kaun tujhe bhula saka aa
Kisne tujhe bhula diya aa
Humne tumhaare ishq mein
Mar ke tumhe dikha diya
Humne tumhaare ishq mein
Mar ke tumhe dikha diya
Ab na kisi se ae kahiyega aa
Daawaa e ishq hai ghalat.