Hamein un raahon par song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ruby Sen. This song was released on 01 Jan 2018.
Un raahon par chalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai
Hum hai diye auro ke liye
In tufano mein jalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai


Jab tak na lagan ho sine me
Bekar hai aise jine me
Jab tak na lagan ho sine me
Bekar hai aise jine me
Jalna hai hume chanda ki tarha
Suraj ki tarha yuhi dhalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai
Hum hai diye auro ke liye
In tufano mein jalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai


Main pas rahu ya dur rahu
Ye baat abhi tumse kah du
Main pas rahu ya dur rahu
Ye baat abhi tumse kah du
Murjhana nahi phulo ki tarha
Deepak ki tarha hume jalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai
Hum hai diye auro ke liye
In tufano mein jalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai


Aakash se aati hai ye sada
Hum aaye kadar tu ji na jala
Aakash se aati hai ye sada
Hum aaye kadar tu ji na jala
Kabhi gam hai yaha kabhi hai khushiya
Har hal mein humko palna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai
Hum hai diye auro ke liye
In tufano mein jalna hai
Hamein un raahon par chalna hai
Jaha girna aur sambhalna hai.