Hume un raaho par chalna hai jahaan ghirna aur sambhalna hai song is from and it is sung by .It stars Ashok Kumar, Sarosh Irani and Honey Irani in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ruby Sen. This song was released on 01 Jan 2018.
hume un raho par chalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai vo diye auro ke liye
jine tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

jab tak na lagan ho sine me
bekar hai aise jine me
jab tak na lagan ho sine me
bekar hai aise jine me
jalna hai hume chanda ki tarha
suraj ki tarha nhi dhalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
jine tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

mai paas rahu ya dur rahu
ye baat abhi tum se kah du
mai paas rahu ya dur rahu
ye baat abhi tum se kah du
murjhana nahi phulo ki tarha
deepak ki tarha hume jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
jine tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai

aakash se aati hai ye sada
hum aaye agar tu ji na jala
aakash se aati hai ye sada
hum aaye agar tu ji na jala
kabhi gam hai yaha kabhi hai khushiya
har hal me humko palna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai
hum hai diye auro ke liye
jine tufano me jalna hai
hume un raho par chalna hai
jaha ghirna aur sambhalna hai