Duniya sharabi kaun song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Naresh Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Duniya sharabi duniya sharabi
Duniya sharabi duniya sharabi


Kaun nahi peeta sab peete hai
Kaun nahi peeta sab peete hai


Maine bhi pi thodi si pi
Maine bhi pi to kya hai kharabi
Duniya sharabi duniya sharabi


Daulat ka diwana jag me koi
Ulfat ka mastana jag me koi


Sabko nasha hai kaun bacha hai
Mujhko bhi gum ne aaj pila di


Duniya sharabi duniya sharabi
Duniya sharabi duniya sharabi


Aag sahi jahar sahi mane nahi dil
Mujhko mere dukh ki dawa aaj gayi mil


Jahar se maine jahar ko mara
Aag se dil ki aag bujha di


Kaun nahi peeta, kaun nahi peeta
Maine bhi pi thodi si pi


Maine bhi pi to kya hai kharabi
Duniya sharabi duniya sharabi.