Baagon mein bahaar aayi song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mohan Kumar. This song was released on 01 Jan 1972.
O o o o…..


Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani
Rut bekaraar aayi
Rut bekaraar aayi
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja aaja mere raaja
Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani


Phulon ki gali me aayi
Bhanwaro ki toliyaan
Bhanwaro ki toliyaan
Diye se patanga khele
Aankh micholiyan
Bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga,
Jag so gaya
Rut bekaraar aayi,
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja aaja mere raaja
Baagon mein bahaar aayi


Sapana toh sapano ki
Baat hai pyaar mein
Baat hai pyaar mein
Nind nahi aati sainya
Tere intezar mein
Hoke bekaraar tujhe
Dhundhun main,
Tu kahaan kho gaya
Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani
Aaja mere raaja


Lambi lambi baatein chhede,
Chhoti si raat mein,
Chhoti si raat mein
Saari baatein kaise
Hongi ik mulaqaat me
Ek hi baat mein lo dekh lo
Sawera ho gaya
Baagon mein bahaar aayi,
Honto pe pukaar aayi
Aaja aaja aaja aaja meri raani
Rut bekaraar aayi,
Doli mein sawaar aayi
Aaja aaja aaja aaja mere raaja
Aaja meri raani, aaja mere raaja.