Abb aur kab tak aansu song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1954.
Ab aur kab tak aansu
Punchhein naath anaath hamaare
Ham tan man vachan tumhaare
Naath aur kab tak aansu punchhein


Jugal charan ke jugal pujaari
Dekhe baat tumhaari
Jugal kamal khilate murajhaate
Path mein saanjh-sakaare
Ab aur kab tak aansu punchhein


Ghunghat khol dekh liya mukhada
Hriday khol dekho dukhada
Jag se kuchh na kahe man mera
Keval tumhe pukaare
Ham tan man vachan tumahaare
Naath aur kab tak aansu punchhein.