Aansoo bahao tum song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Akhtar Hussein. This song was released on 01 Jan 2018.
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare


Hum kis kadar majbur hai
Najdik hokar dur hai
Hum kis kadar majbur hai
Najdik hokar dur hai
Takdir ne dhaya sitam
Tum kya karo hum kya kare
Takdir ne dhaya sitam
Tum kya karo hum kya kare


Jis dil ko dekha chur hai
Yaha ka yahi dastur hai
Jis dil ko dekha chur hai
Yaha ka yahi dastur hai
Khushiyo ke pehlu me hai gam
Tum kya karo hum kya kare
Khushiyo ke pehlu me hai gam
Tum kya karo hum kya kare


Khune jigar pina pada
Bejaan se jina pada
Khune jigar pina pada
Bejaan se jina pada
Ab hai lal bas ka karam
Tum kya karo hum kya kare
Ab hai lal bas ka karam
Tum kya karo hum kya kare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare.