Zinda hoon is tarah song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raj Kapoor. This song was released on 06 Aug 1948.
Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin
Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin


Woh muddaten huyi
Hain kisise judaa hue
Woh muddaten huyi
Hain kisise judaa hue
Lekin ye dil ki aag
Abhi tak bujhi nahin
Zinda hun is tarah ki gham


Aane ko aa chukaa thaa
Kinaaraa bhi samane
Aane ko aa chukaa thaa
Kinaaraa bhi samane
Khud us ke paas hi
Meri naiyyaa gai nahin
Zinda hun is tarah ki gham


Honthon ke paas aae
Hasi kyaa majhaal hai
Honthon ke paas aae
Hasi kyaa majhaal hai
Dil kaa muaamalaa
Hai koi dillagi nahin
Zinda hun is tarah ki gham


Ye chaand ye hawaa ye
Fizaa sab hain maad maast
Ye chaand ye hawaa ye
Fizaa sab hain maad maast
Jab tu nahin to in men
Koi dilakashi nahin
Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin
Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin
Zinda hun is tarah ki
Gham e zindagi nahin
Jalataa huaa diya hun
Magar roshani nahin.