Aaj mera man been bajaaye song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by RB Production. This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj mera man aa
Aaj mera man been bajaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye
Madhur umangon ke taaron pe
Madhur umangon ke taaron pe
Sargam ban lehraaye
Sargam ban lehraaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye


Mil to gaye naino se naina
Mil to gaye naino se naina
Keh na sakey par jo thha kehna
Keh na sakey par jo thha kehna
Prem agin hirday mein rakh ke
Prem agin hirday mein rakh ke
Kaise koi chhupaaye
Kaise koi chhupaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye


Kaisa thha unka muskaana
Kaisa thha unka muskaana
Hansna thha ya bijli giraana
Hansna thha ya bijli giraana
Mast adaa aur wo bholapan
Mast adaa aur wo bholapan
Bhule nahin bhulaaye
Bhule nahin bhulaaye
Dil ki lagi ko wohi jaane
Dil ki lagi ko wohi jaane
Dil jo kisi se lagaaye ae ae
Dil jo kisise lagaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye bajaaye
Aaj mera man been bajaaye.