Gar khuda mujhse kahe - yaari hai imaan mera song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 11 May 1973.
Gar khuda mujhse kahe
Gar khuda mujhse kahe kuchh maang aye bande mere
Main yeh maangoon
Main yeh maangoon mahafilon ke daur yoon chalte raahein
Hamapyaalaa ho, hamanavaalaa ho, humsafar humraaz hon
Ta-qayamat...
Ta-qayamat jo chiraagon ki tarah jalte raahein
Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Are! yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Pyaar ho bandon se yeh, o o
Pyaar ho bandon se yeh sab se badi hai bandagi
Yaari hai! yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Saaz-e-dil chhedo jahan mein, e e e
Saaz-e-dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada
Ei, saaz-e-dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada
Jin dilon mein pyaar hai unape baharein hon fida
Pyaar leke noor aaya...
Pyaar leke noor aaya pyaar leke saadagi
Yaari hai! yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Are! jaan bhi jaaye agar
Jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaron gham nahin -2
Apne hote yaar ho gamagin matlab hum nahin
Hum jahan hain us jagah...
Hum jahan hain us jagah jhoomegi naachegi khushi
Yaari hai! yaari hai imaan mera yaar meri zindagi
Gul-e-gulzar kyon bezaar nazar aata hai -2
Chashm-e-bad ka shikaar yaar nazar aata hai
Chhupa na humse, zara haal-e-dil suna de tu
Teri hansi ki keemat kya hai, yeh bata de tu -2
Kahe to aasman se chaand-taare le aaoon
Haseen jawan aur dilakash nazaare le aaoon
Oe! oe! qurban
Tera mamanoon hoon toone nibhaayaa yaarana
Teri hansi hai aaj sabse bada nazaraanaa -2
Yaar ke hanaste hi...
Yaar ke hanste hi mehfil mein jawani aa gayi, aa gayi
Yaari hai imaan mera - -3
Lo sher! qurbaan! qurbaan!