Zindgani ke sahare song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Zindgani ke sahare laut aa
Zindgani ke sahare laut aa
Mera har aasu pukar laut aa
Laut aa
Zindgani ke sahare laut aa
Zindgani ke sahare laut aa


Dhundte hai tujhko bago mein
Bahar aayi huyi
Mere dil pe tere gham ki hai
Ghata chhayi huyi
Dekh phulo ke nazare laut aa
Dekh phulo ke nazare laut aa
Mera har aasu pukare laut aa
Laut aa
Zindgani ke sahare laut aa
Zindgani ke sahare laut aa


Kya khabar thi tere bin
Ek pal na chal payenge hum
Tum agar wapas na aaye
Haye mar jayenge hum
Meri kismat ke sitare laut aa
Meri kismat ke sitare laut aa
Mera har aasu pukar laut aa
Laut aa
Zindgani ke sahare laut aa
Zindgani ke sahare laut aa.