zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai Lyrics - Amitabh Bachchan | Randhir Kapoor | Sohrab Modi | Nasim Bano
1983
Lyrics
zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be_aawaaz hai
ko_ii nagamaa hai na ko_ii saaz hai -2
ek terii aur ek merii aawaaz hai -2
zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be_aawaaz hai -2
lay na tuute zindagii ke saaz kii -2
zindagii aawaaz hii aawaaz hai -2
zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be_aawaaz hai
baj rahaa hai aur be_aawaaz hai
ko_ii nagamaa hai na ko_ii saaz hai -2
ek terii aur ek merii aawaaz hai -2
zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be_aawaaz hai -2
lay na tuute zindagii ke saaz kii -2
zindagii aawaaz hii aawaaz hai -2
zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai
baj rahaa hai aur be_aawaaz hai