Zindagi se ulajh ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 08 Nov 2011.
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena


Bas yahi to hain ek darwaaza
Bandh hote jise nahi dekha
Bas yahi to hain ek darwaaza
Bandh hote jise nahi dekha
Huye jaana mein jab jaga na mile
Maikade mein qayam karlena
Huye jaana mein jab jaga na mile
Maikade mein qayam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena


Aye hawa aur kya sandesh doon
Jab ghuzar na sharab khaane se
Aye hawa aur kya sandesh doon
Jab ghuzar na sharab khaane se
Meri jaanib se ik pal rukkar
Maiksho ko salaam karlena
Meri jaanib se ik pal rukkar
Maiksho ko salaam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena


Sach to hain ki ishq ki yaaron
Koi tehzeeb hi nahi hoti
Sach to hain ki ishq ki yaaron
Koi tehzeeb hi nahi hoti
Isi basti mein kaat lena din
Kisi khunche mein saam karlena
Isi basti mein kaat lena din
Kisi khunche mein saam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena
Maikasho ye bhi kaam karlena
Maikasho ye bhi kaam karlena.