Zindagi kuch to bata song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salman Khan, Rockline Venkatesh. This song was released on 17 Jul 2015.

(Jubin Nautiyal sings..)

Ek din mohabbat odh par
Ek din gali ke mod par
Teri hatheli par likh yun
Mera naam tere naam par
Phir tu takalluf chod kar
Phir tu jhuka kar ke nazar
Rakhna mere kandhe pe sar
Zindagi..

Kuch toh bataa zindagi
Apna pataa zindagi
Kuch toh bataa zindagi
Apna pataa zindagi

Taaron bhari ik raat mein
Tere khat padenge saath mein
Ko raat jo panna reha gaya
Ek kaanpte se haath mein
Thodi shikayat karna tu
Thodi shikayat main karun

Naraz bas na hona tu
Zindagi..

Kuch toh bata zindagi
Apna pataa zindagi
Kuch toh bata zindagi
Apna pataa zindagi

(Tu hai to main hoon..
Tu hai to Khuda
Tu hai to Rab
Tu hai toh falak
Tu hai toh zameen)

Wahi main hun jahan tum ho
Jahaan dekhun wahan tum ho
Mohabbat ki zubaan tum ho
Mere dil ki dua tum ho
Labon pe haan wafa tum ho
Nazara tum fiza tum ho
Tasali ka sama tum ho
Sukun dil ka shifa tum ho