Zindagi ka na yun gila karna song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 17 May 2015.
In siyaah gali o mein saath saath aata hai
Kaun hai jo raahon mein batiyan jalata hai
Rind ki adao ki sirf rind hi samjhe
Rind ki adao ki sirf rind hi samjhe
Jab ghamo ki baat chale sirf muskurata hai


Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna


Pyaar gairon se tum karo lekin
Pyaar gairon se tum karo lekin
Pyaar gairon se tum karo lekin
Pyaar gairon se tum karo lekin
Baat hum se bhi kuchh kiya karna
Baat hum se bhi kuchh kiya karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna


Manzile zindagi mile na mile
Manzile zindagi mile na mile
Manzile zindagi mile na mile
Manzile zindagi mile na mile
Dosti raah se kiya karna
Dosti raah se kiya karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna


Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan tum bhi seh liya karna
Aadatan tum bhi seh liya karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna


Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Rind ke sher kuch padha karna
Rind ke sher kuch padha karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna.