Zindagi Do Pal Ki Lyrics - Hrithik Roshan | Kangna Ranaut | Anand Tiwari | Kay Kay
2010
Lyrics
Intezar kab tak hum karenge bhala
Tumhein pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi do pal ki
Tumhein pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi do pal ki
Dil mein tumhare chhupa di hai
Maine to apni yeh jaan..
Ab tum hi isko sambhalo
Hamain apna hosh kahaan..
Bekhudi do pal ki, zindagi do pal ki
Intezar kab tak hum karenge bhala
Tumhein pyaar kab tak na karenge bhala
Maine to apni yeh jaan..
Ab tum hi isko sambhalo
Hamain apna hosh kahaan..
Bekhudi do pal ki, zindagi do pal ki
Intezar kab tak hum karenge bhala
Tumhein pyaar kab tak na karenge bhala
Ek chhota sa vaada is umar se
Zyaada sachcha hai sanam..
Har mod par saath isliye
Rehte hain ab donon...
Dosti do pal ki, zindagi do pal ki
Intezar kab tak hum karenge bhala
Tumhein pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi [zindagi..] do pal ki
Zindagi..
Zyaada sachcha hai sanam..
Har mod par saath isliye
Rehte hain ab donon...
Dosti do pal ki, zindagi do pal ki
Intezar kab tak hum karenge bhala
Tumhein pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi [zindagi..] do pal ki
Zindagi..