Zara nazre mila song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dilrubaa yun sataa aa bhi jaa
Zara nazare mila meri jaan
Zara nazare mila meri jaan
Tu mere pyaar ka khayaal karna jaani jaani
Zara saamne toh aa meri jaan
O zara saamne toh aa meri jaan
Tu aaj itana kamaal karna jaani jaani
Zara nazare mila meri jaan
O zara nazare mila meri jaan


Ye roop ye adaae
Saara jahaan deta kahin
Is baat ka hai dawa
Hasdun main bijali gire
Aap bhi kuch kam nahin
Aap bhi kuch kam nahin dekh ye dilrubaa
Tu mere pyaar ka khayaal karna jaani jaani
Zara nazare mila meri jaan
O zara nazare mila meri jaan


Tum pyaar se jo maango
Ye jaan bhi dedun piya
Ye jaan kuchh nahin hai
Imaan bhi dedun piya
Pyar ka imthaan
Pyar ka imthaan le bhi le dilruba
Zara nazare mila meri jaan
Zara nazare mila meri jaan
Tu mere pyaar ka khayaal karna jaani jaani
Zara nazare mila meri jaan
O zara nazare mila meri jaan.