Zara aankhon mein kajal laga lo sanam song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D. Rama Naidu. This song was released on 22 Jan 1999.
Surk chehre pe zulfein gira lo sanam
Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surk chehre pe zulfein gira lo sanam
Tere gaalon pe jo kala til hai
Wohi mera dil hai, wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai, wohi mera dil hai

Teri baaton ne aisa kiya hai asar
Sharm se jhuk rahi hai meri yeh nazar
Teri baaton ne aisa kiya hai asar
Sharm se jhuk rahi hai meri yeh nazar
Tujhe jisne deewana kiya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai

Kaali si aankhein, aankhon mein kajal
Kyun na ho ghayal dil mera
Ho.. chhodo ji chhodo baatein banana
Paagal hai paagal dil tera
Dhak-dhak kyun karta hai
Mujhpe yeh marta hai
Dard jisne tujhe yeh diya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai
Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surk chehre pe zulfein gira lo sanam
Tere gaalon pe jo kala til hai
Wohi mera dil hai, wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai, wohi mera dil hai

Laali yeh laali, hothon ki laali
Aaja chura loon chori se
O.. tu jo bulaaye main bhaagi aaoon
Kheenche tu aisi dori se
Khud pe na kaabu hai
Chahat ka jaadu hai
Chain jisne tera le liya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai

Zara aankhon mein kajal laga lo sanam
Surk chehre pe zulfein gira lo sanam
Tere gaalon pe jo kala til hai
Wohi mera dil hai, wohi mera dil hai
Wohi mera dil hai, wohi mera dil hai

Teri baaton ne aisa kiya hai asar
Sharm se jhuk rahi hai meri yeh nazar
Tujhe jisne deewana kiya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai
Meri bindiya hai, meri bindiya hai