Zameen Hash Rahi Hain Lyrics - Jeena Marna Tere Sang | Raveena Tandon | Sanjay Dutt | Anuradha Paudwal | Vipin Sachdeva
in Movies
Watch the Video
Song Information
Zameen hash rahi hain song is from Jeena Marna Tere Sang (1992) and it is sung by Anuradha Paudwal and Vipin Sachdeva.It stars Raveena Tandon and Sanjay Dutt in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Dilip Sen, Sameer Sen. It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 01 Jan 1992.
Lyrics
Zameen hash rahi hain,
Falak ro raha hain
Mohabbat mein
Yeh kya sitam ho raha hain
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Thukaraya tune agar aasman,
Jayenge phir yeh sitare kahan
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Thukaraya tune agar aasman,
Jayenge phir yeh sitare kahan
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Kya hain zaalim sansar
Teraa pane ko pyaar
Main toh takadir se
Bhi ladunga sanam
Dil tod ke tu gayi chhod ke,
Toh bata phir main
Kaise jiyunga sanam
Kya jane tu kitani tuti hoon main,
Tujhse nahin khud se ruthi hoon main
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Na toh teri khata na to meri khata
Do dilon mein
Padi duriya hain sanam
Kuchh hain teri aur kuchh hain
Meri ham dono ki
Majaburiya hain sanam
Sagar se jaise kinare juda hamse
Huye hain hamare juda
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya
Thukaraya tune agar aasman,
Jayenge phir yeh sitare kahan
Tune zamane yeh kya kar diya,
Lau se diye ko juda kar diya.