Zamana kharab hai song is from and it is sung by and . This song was released on 13 Jul 2012.
bade bhagy maanush tan pava
sur durlabh sad karat nakaba
sadhan dha moksh kar dwara
paaye nij hi parlok sawara
ye zamana kharab hai
miyan kaisa mazak hai
bande bande me daag hai
miyan kaisa mazak hai
main nasihat kya du
sab to hain sayane yahan
phir bhi saaf saaf keh du
sab kuch hai la la la la
andhi haveli hai dil
dil bina pyar ke
pinjar sa dheh jayega
zindagi talashta phirta kahan
ye zamana kharab hai
miyan kaisa mazak hai
bande bande me daag hai
miyan kaisa mazak hai
mai hidayat kya du
sab hain manmane yaha
sau ki ek baat keh du
sab kuch hai la la la la
hai zindagi ek til, rooh ke gaal pe
manzar sa beh jayega
zindagi sambhalta phirta kaha
ye zamana kharab hai
miyan kaisa mazak hai
bande bande me daag hai
miyan kaisa mazak hai
baat baat pe leke
balam kaahe ko ad jaye
aisa nek kamaye kyu
duniya me khalal pad jaye
tujhme rehne rab aaya
to beghar kyu kehlaye
murakhpan me kyu pagle
tu aaj ko aag lagaye
sari padhai kis pipal ke ped pe tang aaya
bant batore ke hara tab jana kya paya
kyu befazuli me man man chala haar ke
niras hi reh jaye na
tu khushi talashta phirta kaha
ye zamana kharab hai
miya kaisa mazak hai
bande bande me daag hai
miya kaisa mazak hai
mai vasihat kya du
sab mitane aaye yahan
phir bhi ek raaz keh du
sab kuch hai la la la la
milta nahin aadmi
lakho deedar me
jhonke sa beh jayega
khud ko bigadta phirta kaha
ye zamana kharab hai
miyan kaisa mazak hai
bande bande me daag hai
miyan kaisa mazak hai
ye zamana kharab hai
miyan kaisa mazak hai
bande bande me daag hai
miyan kaisa mazak hai
soche soche
ye zamana kharab hai soche