Zamaane ko ab tak nahin hai pata song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Jul 1995.
Zamane ko ab tak nahin hai pata
Agar ho gayi humse koi khata
Kahin shor mach gaya to kya hoga kya hoga kya hoga
Zamane ko ab tak nahin hai...
Dekh na aisi nazaron se bechain dil ghabrata hai
Bin tujhe dekhe dil par ab chain kahin na aata hai
Chhodo shararat karna aise mohabbat kar na
Thoda behak jaane do nazdeek to aane do
Deewane zara mujhko itna bata
Agar ho gayi humse koi...
Kyun karein na pyaar hum mauka bhi hai tanhaai bhi
Dhadkanein betaab hain mausam bhi hai angdayi bhi
Gori mera dil kab se moti chura loon lab se
Baahon mein baahein daalo mujhko gale se laga lo
Tumhein dekh kar ho raha hai nasha
Agar ho gayi humse koi...