Yun hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bharat Bhushan Suri, Subhash Sehgal. This song was released on 06 Nov 2015.
Uljhi saason ki garmiyan
Yun hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiyan

Suljhaane de in uljhanon ko
Saari shaitaani aajma le
Meri adaa mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana, haye!
Yun hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiyan

Khili khili, rangili, nasheeli hoon
Main raja hari bhari
Choo le mujhe yahan se, wahan se
Milegi masti har kahin

Khili khili, rangili, nasheeli hoon
Main raja hari bhari
Choo le mujhe yahan se, wahan se
Milegi masti har kahin

Hmm suljhaane de in uljhanon ko
Saari shaitaani aajma le
Meri adaa mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana, haye!
Yun hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiyan

Haye tu kya jaane main hoon kya
Meri khaatir aahein bharein sabhi
Main hoon jawaan, hoon hasin
Khushiyan dungi tujhko nai nai

Haye tu kya jaane main hoon kya
Meri khaatir aahein bharein sabhi
Main hoon jawaan, hoon hasin
Khushiyan dungi tujhko nai nai

Suljhaane de in uljhanon ko
Saari shaitaani aajma le
Meri adaa mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana, haye!
Yun hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiyan