Yogi premyog ab karna song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1939.
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna
Sab kuch pehna
Kuchh mat kehna
Sab kuch pehna
Kuchh mat kehna
Akhiyan ko mum talak laayo ri
Akhiyan ko mum talak laayo ri
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna


Sab kuch sehna kuch mat kehna
Sab kuch sehna kuch mat kehna
Akhiyan tum mat chhalakna yogi
Akhiyan tum mat chhalakna yogi
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna


Yaad kiya thaa ab tak jisko
Ab se yaad na karna yogi
Ab se yaad na karna
Yaad kiya thaa ab tak jisko
Ab se yaad na karna yogi
Ab se yaad na karna


Yogi yogi jo bhi hua
Woh meri bhool thi
Yogi sab kuch swapna samajhna
Sab kuch swapna samajhna yogi
Premyog ab karna yogi
Premyog ab karna.